Friday, 21 April 2017

Nahi Hoge To Keh Dain Gay Wafadari Nahi Hoti Magar Hum Se Mohabat Mein Adakaari Nahi Hoti


Hum Bhi Khush Na Thay Wafa Kar Ke Jaana Tum Ne Acha He Kya Tabah Kar Ke


Mere Shikwe Par Us Ne Hans Kar Kaha Aur Kise Ne Ke Wafa Jo Hum Karte


Kabhi Munasib Ho To Hum Se Bhi Hum Kalaam Hona Suna Hai Tum Wafa Ke Batain Bohot Karte Ho!!


Aaj Barish Bhi Tere Dard Ke Tarah Hai Halki Halki Hai Par Hoti Jaa Rahi Hai


Ye Alag Baat Hai Ke Wafa Tum Se Ho Na Saki Tum Ne Jo Kiay Thay Magar! Waaday Gazab Ke Thay


Zang Aalud Taala Laga Ho Jaise Dil Ab Youn Khamosh Rehta Hai


In Lamho Ke Yadain Sambhal Kar Rakhna Hum Yaad To Aain Gay Leaken Lout Kar Nahi


Hum Ne Us Raat Bhi Tumhain Maanga Tha Jis Raat Log Bakhshish Ke Dua Maangte Hain


Aaj To Be-Sabab Udaas Hai Ji Ishq Hota To Koi Baat Bhi Thi


Ye Jo Sarr Neche Kiay Baithay Hain Jaan Kitno Ke Liay Baithay Hain


Andaaz Apna Dekhtay Hain Aaine Mein Aur Yeh Bhi Dekhte Hain Koi Dekhta Na Ho


Jo Ulfat Mein Har Ik Satam Hai Gawara Yeh Sub Kuch Hai Paas-e-Wafa Tum Se Warna Satate ho Din Raat Jis Tarah Mujh Ko Kise Gair Ko Sata Kar To Dekho


Ab Kya Mashqala Hum Dil Aazar Logo Ka Wahi Aawargi Shaamon Ke Wahi Jaagna Raaton Ka


Ab Dekh Ke Je Ghabhrata Hai Sawan Ke Suhani Raton Ko Piya Chor Gaay Dil Toor Gaay Ab Aag Lagay Barsaton Ko Aey Jaan-e-Mohabat Jaan-e-Ghazal Aao To Tumhari Nazar Karain Ankho Mein Sajaay Baithay Hain Pyar Bhari Sogaton Ko


Thursday, 20 April 2017

Ek Tere Taluq Ke Khatir Dil La Taluq Hai, Sub Se


Angrai Pe Angrai, Lete Hai Raat Judai Ke Tum Kya Samjho, Tum Kya Jano, Baat Mere Tanhai Ke


Pretam Ka Kuch Dosh Nahi Hai Wo To Hai, Nirdosh


Wafon Ke Hum Se Tawaqo Nahi Hai Magar Ek Baar Azma Kar To Dekho


Rog Hijr Da Maar Mukaway Sukh Dda Koi Saah Na Aaway


Apne Haaton Se Us Ne Meri Qabar Par Chadar-e-Gul Charhai Maza Agaya


Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Ye Teri Nazar Ka Qasoor Hai Ke Sharab Peena Sikha Dya


Sub Ne Pocha Khizan Kya Hote Hai Tum Ne Meri Misal De Hote (Ghazal)


Mudat'on Urooj Par Rahain Ge Hamari Kahaniyan Kise Kise Ke Hise Mein Aisa Zawal Aata Hai


Tamam Umer Ise Ke Talash Mein Guzari Juda Hua Bhi Nahi, Jo Kabhi Mila Bhi Nahi


Apne Dil Se Nikalo To Mano Youn Chor Jana To Koi Kamal Nahi


Itni Jaldi Kya Hai, Mujhe Chorne Ke Abhi To Had Baqi Hai, Mujhe Torne Ke


Chand Ke Saye Mein Aay Mere Saaqiya Tu Ne Aise Pilai, Maza Agaya


Matlab Parast Tha Ya Masomiyat, Khuda Jaane Mein Ne Kaha Mohabat Hai, Kehne Laga Kya Matlab


Kise Ke Chahat Ko Itna Bhi Zaleel Na Karo Magroor Rehne Ka Andaz Hamesha Tanha Kar Daita Hai


Meri Awaz Ko Mehfoz Kar Lo Meray Baad Bohot San'ata Ho Ga


Aaj Chand Pe Noor Hai Is Baat Ka Chand Ko Guror Hai Hum Kis Per Guror Karain Hamara Chand He Hum Se Dor Hai


Na Shoq-e-Deedar Ke Talab Na Fikr-e-Judai Kitne Sakoon Se Sotay Hain, Jo Mohabat Nahi Karte


Kaafi Arsa Beet Gaya (Ghazal)


Jab Lehje Badal Jaain To Wazahatain Kaise!!


Kise Nazar Ko Tera Intezar Aaj Bhi Hai


Mujhe Chor De Mere Haal Par Tera Kya Bharosa, Aay Charagar Ye Teri Mukhtasar Nawazish Mera Dard Aur Na Barha De


Bhol Jaana To Rasm-e-Duniya Hai Tum Ne Kon Sa Kamal Kar Dya


Pareshan Na Thi Mein Wal Aasaan


Dil Dhoke Mein Hai Aur Dhoke Baaz Dil Mein


Meri Ankhain Jo Kabhi Shair Suna'ne Lag Jain Tum Jo Ghazlain Liay Phirte Ho, Thikanay Lag Jain


Hik Waar Tu Saada Bun Ta Sahi Taiko Gair De Chuske Bhul Waisan


Bhur Na Aain Ankhain To Ek Baat Kahon Ab Tum Se Bicharne Ka Imkaan Bohot Hai


Tum Bin Koi Nahi Hai Hamara Is Baat Ka Faida Uthate Ho Na Tum


Satate Ho Din Raat Jis Tarah Mujh Ko Kise Gair Ko Youn Sata Kar To Dekho


Aaj Mein Ne Talash Kya Usay Apne Aap Mein Wo Mujhe Har Jagha Mila Meri Taqdeer Ke Siwa


Talash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Mein Dard Ho To Samjh Laina Rishta Ab Bhi Baqi Hai


Chahne Walon Kw Milte Nahi Chahne Wale Hum Ne Har Daga Baaz Ke Saath Sanam Dekhay Hain


Wo Ishq Jo Hum Se Seekha Tha Wo Ab Tum Kis Se Karte Ho


Saans Rukh Rukh Ke Arahe Hai Meri Kuch Na Kuch Baat Hai Hone Wali Ya Bohot Door Ja Chukha Hai Koi Ya Mulaqat Hai Hone Wali